Happy bday Riya

happy birthday sweetheart :*

ye ek no. ki bewkoof ladki hain..  inka to bhagwaan hi maalik hai..

ye bechaari meko kuchh samjhaati hain to meri kund buddhi me kuchh jata nahin..

pataa nahin inke saamjhane me gadbadi hai yaa mere samjhne me..

aaj kal inki RJing miss karri hoon..  subeh jaldi uthna hota hai..

love u darling.. >:D< :* muuuaaaaaaah

0 comments:

Post a Comment

 

Design By:
SkinCorner