Happy Birthday Riya

riya i love u yaar.. more than ur rjing..

pataa nahin hamaare beech kyaa misunderstanding ho gai :( aur wo mere se naraaz hain

inki baaten hi mast hoti hain..

mai auron ke liye formality karti thi.. par inke liye nahin ki..

aap jis tareh se baat karti hain.. wo sabhi ko mast lagtaa hai..

i mean bindaas type ki hain aap.. aapki awaz me chulbulaapan hai..

dil ki achhi hain.. kabhi kabhi bachpane me cheezen ulti pulti samajh leti hain..

isme inkaa koi dosh nahin hai 

jab bhi riya RJing karti hain to mai post zyada nahin karti..

tab mai aaraam se headphone lagaa ke bas inko hi sunti hun..

par RIYA ye koi zaroori nahin hai.. ki hum saamne muh pe hi taareef karen :)
tabhi hum usko apnaa maante hain..

aap hameshaa politics wagereh se door hi rehti hain.. bas khud me mast..

aur ye cheez meko aapki bahot zyada hi pasand hai..

love u dear..:*

0 comments:

Post a Comment

 

Design By:
SkinCorner